People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Prabhu Na Bisariye Jee
Tag: Hindi
Video:
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya ho
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
parbhu na bisariyo ji dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya

jal me ship ship me moti jal me ship ship me moti
ratan amol banaya ho ratan amol banaya
nayi nayi nit ghadi ghadiya nayi nayi nit ghadi ghadiya
rang rangili kaya ho rang rangili kaya
bade bade yogi muniyo ne par na uska paya
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya ho
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
parbhu na bisariyo ji dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya

dharti aur aakash banaya dharti aur aakash banaya
suraj chand sitare ho suraj chand sitare
manav ke sukh kaz banaye manav ke sukh kaz banaye
usne vaibhav sare o usne vaibhav sare
kadam kadam par rang badalte kahi dhup kahi chhaya
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya ho
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
parbhu na bisariyo ji dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya

jal ka rup badal badal kar jal ka rup bdal badal kar
gagan bich pahunchaya ho gagan bich pahunchaya
ujado ke man upvan me ujado ke man upvan me
garaj garaj barsaya ho garaj garaj barsaya
jaisi jiski karni usne waisa hi phal paya ho
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya ho
parbhu na bisariyo ji hari na bisariyo ji
parbhu na bisariyo ji dukh sukh hai sab uski maya
dukh sukh hai sab uski maya
Wah Re Wah Bhagawan
Tag: Hindi
Video:
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
kaisi banayi duniya tune
kaisi banayi duniya tune kya hai tumhari shan
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
wah re wah bhagwan

arey vidhata jab chalta hai tera chakkarviraz
raja rank bane pal bhar me rank bane samrat
rank bane samrat balwano ko nirbal karta
balwano ko nirbal karta nirdhan ko dhanwan
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
wah re wah bhagwan

karmo ki rekha ki tune rach di ajab kahani
chakki pis rahi hai dekho mhalo ki maharani
sach ka sath nahi chhodungi
dukh se mai nahi muh modungi
sach ka sath nahi chhodungi
hanste hanste sah lungi sab
hanste hanste sah lungi sab
dukh sukh ek saman
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
wah re wah bhagwan

duniya kya hai ek pariksha
darta kyu nadan, darta kyu nadan
hans hans kar sach ki bedi
deta ja balidan deta ja balidan
chahe jaise khel khilave ae mere bhagwan
haar nahi manega balak jab tak tan me pran
jab tak tan me pran
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
wah re wah bhagwan wah re wah bhagwan
duniya hai ek chalti chakki
piste tan man pran ek paat dharti hai dekho
ek paat aasman, ek paat aasman

ye bhi kya andher tumhara abla ka apman
itne par bhi kahlate ho bhakto ke bhagwan
sab kuch dekh rahe ho phir bhi bante ho anjan
soya hai kya chakkar tumhara chakkar sudarshandhari
laz bachao aaj tumhari sharan padi hai nari
sharan padi hai nari sharan padi hai nari
Tum Chanda Mai Chandni Ho
Tag: Hindi
Video:
tu chanda me chandani
o teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai
tu jiwan ki ragini ho teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai

aaj humara piya milan madhur hai
ek hai tara ek chandar hai
aaj humara piya milan madhur hai
ek hai tara ek chandar hai
tara chandar rahe sath re
ho teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai
tu jiwan ki ragini ho teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai

bhavre kali ki tarah sang sang rehna
man ki katha sajni naino se kehna
bhavre kali ki tarah sang sang rehna
man ki katha sajni naino se kehna bhavra
bhavra kali rahe sath re
ho teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai
tu chanda me chandani
o teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai

sapno ki saij par tumko sulaungi
charno pe tere raja ankhiya bichaungi
sapno ki saij par tumko sulaungi
charno pe tere raja ankhiya bichaungi
ankhiya charan rahe sath re
ho teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai
tu chanda me chandani
o teri meri preet hai
teri meri preet hai, teri meri preet hai
Honhar Balwan Re
Singer: Mohammad Rafi
Tag: Hindi
Video:
honhar balwan honhar balwan honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan
pal me raja hoye bikhari
pal me raja hoye bikhari nirdhan ho balwan
vidhi ka lekh kabhi na mite
murakh kare ghuman re manwa honhar balwan
re manwa honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan

kahi par dhup kahi andhiyara
kahi par dhup kahi andhiyara karam adhir vishve hai sara
karam adhir vishve hai sara jad chetan munni manav danav
jad chetan muni manav danav vidhi ka yahi vidhan
re manwa honhar balwan re manwa honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan

bhagay adhir bhatkte hai ye
suraj chand sitare karam yug se hi chalte hai
duniya ke karam sare karam adhin badalte rahte
karam adhin badalte rahte hai yug yug bhagwan re
re manwa honhar balwan re manwa honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan
honhar balwan re manwa honhar balwan
Khushiyan Manao
Tag: Hindi
Video:
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya

suno suno suno sajna hume sikhao nachna
suno suno suno sajna hume sikhao nachna
aaj nache mora ang ang re aaj nache mora ang ang re
nacho nacho chham chhma chhm
nacho nacho chham chhma chhm
jhum jhum gao aaj masti lutao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya

dekho dekho dekho sawari huyi khushi se bawari
dekho dekho dekho sawari huyi khushi se bawari
man bhi nache payal ke sang re
man bhi nache payal ke sang re
khelo khelo khelo more balma
khelo khelo khelo more balma
ras rachao aaj rang udao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya

hato hato hato sawre chhedo na sabke samne
hato hato hato sawre chhedo na sabke samne
mukhde ka ud na jaye rang re
mukhde ka ud na jaye rang re
jao jao jao more balma jao jao jao more balma
dil ko na jalao aaj aankhe na churao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya
khushiya manao aaj deepak jalao aaj
sajan ke sang sang nacho sajaniya sajan ke
sajan ke sang sang nacho sajaniya